yeh rooh katara mera, uska tu ghar hai
tu meri rooh ka hai asal ghar…
baaki yeh mitti ka jism, hai do pal ka dar
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad
azal se tera noor, jahaano me chamake…
ek pal ki bhi doori me, yeh jahaan mar mite
ya aal-e-nabi, yaa aal-e-ibraahim
tu hi hai mere rooh ka daar-e-sallam
tu meri rooh ka asal ghar hai…
baaki yeh mitti ka jism, do pal ka dar hai…
tu meri rooh ka hai asal ghar…
baaki yeh mitti ka jism, hai do pal ka dar
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad
khuda ne hi kaha hai, sajda e adam baja
us khuda ne hi kitab, rasool aur noor bheja
ya imaam ul mitakim,
wa qul shain asanaahu fi imaami mubin
tu hi meri zinda kitaab
tu hi mera imaam e waqt
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad
tu meri rooh ka hai asal ghar…
tu hi mera asal makaam
baaki yeh mitti ka jism
do pal ka hai iska makaam
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad
Yaa hazar Imaam, Yaa ali madad